SEARCH RESULTS
Showing search results for "to.Dne"
Nazm MATCHES FOR "to.Dne"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
phir na kar saktii habaab apnaa agar paidaa havaa
to.Dne me.n us ke yuu.n hotii na be-parvaa havaa
Allama Iqbal
Nazm
dost sach much bahut zaruri hain
barf udaasii kii to.Dne ke liye
ruKH havaa.o.n kaa mo.Dne ke liye
Shakeel Jamali
Nazm
husn aur mazduri
husn ho majbuur ka.nkar to.Dne ke vaaste
dast-e-naazuk aur patthar to.Dne ke vaaste
Josh Malihabadi
Nazm
KHwab
vo bandhan to.Dne chalii hai
har Te.Dhii raaho.n ko vo kuchh aise mo.D ne chalii hai
Ankita Garg
Nazm
firqa-parasti ka challenge
har suukhe hu.e ho.nT se letii huu.n tarii mai.n
dam to.Dne vaalo.n kii u.Daatii huu.n ha.nsii mai.n
Nazeer Banarasi
Nazm
beradaran-e-watan se
qaum ke dam to.Dne par bhii taras aataa nahii.n
saa.ns le kar is fazaa me.n ruuh ghabraatii nahii.n
Shahzadi Kulsum
Nazm
talluq
ta.alluq saa.ns ke maanind hotaa hai
ta.alluq to.Dne vaalo tumhe.n maaluum hai
Humaira Rahat
Nazm
ek tashwish
vafaa jo rahm-o-karam kii bisaat par kii jaa.e
mire zamiir kaa dam to.Dne ko kaafii hai
Kazim Rizvi
Nazm
mere par na bandho
kitnii mu.nh-zor KHushbu.e.n
band-e-qabaa to.Dne ko hai.n bechain