SEARCH RESULTS
Showing search results for "turaab"
Nazm MATCHES FOR "turaab"
Nazm
shair
mahram-e-sirr-e-daruu.n hai kis qadar terii nigaah
gul ke pairaahan me.n aatii hai tujhe buu-e-turaab
Bismil Dehlavi
Nazm
etiraf
mai.n ki KHud apne mazaaq-e-tarab-aagii.n kaa shikaar
vo gudaaz-e-dil-e-marhuum kahaa.n se laa.uu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parchhaiyan
tum aaj hazaaro.n miil yahaa.n se duur kahii.n tanhaa.ii me.n
yaa bazm-e-tarab-aaraa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
sohbat-e-yaar me.n aaGaaz-e-tarab kii suurat
harf-e-nafrat ko.ii shamshiir-e-Gazab ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki raat
naGma o mai kaa ye tuufaan-e-tarab kyaa kahiye
ghar miraa ban gayaa 'KHayyaam' kaa ghar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek taswir-e-rang
ai tarab-zaar javaanii kii pareshaa.n titlii
tuu bhii ik buu-e-giraftaar hai ma.aluum na thaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
is pe turra ye hai ki ahl-e-hunar
duur samjhe hu.e hai.n apnaa ghar
Altaf Hussain Hali
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
un ke raaj ke umda Dhab hai.n
sab saamaan-e-aish-o-tarab hai.n
Akbar Allahabadi
Nazm
KHak-e-hind
ilm-o-kamaal o iimaa.n barbaad ho rahe hai.n
aish-o-tarab ke bande Gaflat me.n so rahe hai.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
parchhaiyan
sugandh raat kii raanii kii jab machaltii hai
fazaa me.n ruuh-e-tarab karvaTe.n badaltii hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dildar dekhna
aatish ba-jaa.n hai har ko.ii sarkaar dekhnaa
lau de uThe na turra-e-tarraar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
talKH ko tuu chaahe to shiirii.n kare
bazm-e-azaa ko tarab-aagii.n kare