SEARCH RESULTS
Showing search results for "turaab"
Ghazal MATCHES FOR "turaab"
Ghazal
'Gaalib' nadiim-e-dost se aatii hai buu-e-dost
mashGuul-e-haq huu.n bandagi-e-buu-turaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kab kahaa.n kyaa mire dildaar uThaa laa.e.nge
vasl me.n bhii dil-e-be-zaar uThaa laa.e.nge
Ata Turab
Ghazal
'turaab' tum bhii to badle ho kitnii tezii se
na chaahte hu.e tum bhii magar badalte rahe
Turab Akhtar Naqvi
Ghazal
tuufaan-e-bahr KHaak Daraataa mujhe 'turaab'
is se ba.Daa bha.nvar to safiine ke biich thaa
Abu Turab
Ghazal
pahu.nch rahuu.ngaa sar-e-manzil-e-fanaa ai 'zauq'
misaal-e-naqsh-e-qadam karne paa-turaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
'arshad' mujhe to Gaib se aatii hai ab sadaa
ibn-e-turaab ab tirii mohlat tamaam-shud
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
sehn-e-abuu-turaab kii chaukhaT hai karbalaa
yaa'nii husain dam hai Gam-e-KHaandaa.n ke biich
Atif tauqeer
Ghazal
basaan-e-naqsh-e-qadam jis ne paa-turaab kiyaa
vo raah-e-ishq me.n miT kar Garaz shitaab uThaa
Shah Naseer
Ghazal
ek hii zaat ne ham sab ko banaayaa hai 'turaab'
aisaa lagtaa hai ki is baat se anjaan ho tum
Turab Akhtar Naqvi
Ghazal
tanhaa.iyo.n ke dasht me.n bhaage jo raat bhar
vo din ko KHaak jaagegaa jaage jo raat bhar
Ata Turab
Ghazal
Ata Turab
Ghazal
ho mubaarak tumhe.n ye bazm-e-turaab
ham bhii KHush hai.n jahaan-e-Gam kii qasam
Ali Fraz Rezvi
Ghazal
turaab-e-paa-e-hasiinaan-e-lakhna.uu hai ye
ye KHaaksaar hai 'aKHtar' ko naqsh-e-paa kahiye
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
ta.Dap rahii hai zamii.n kab se munsifii ke liye
nabii nahii.n to zamaane ko 'buu-turaab' to de
Quaiser Khalid
Ghazal
iimaan tum 'sabaa' kaa us vaqt dekh lenaa
aa.nkho.n me.n dam labo.n par yaa buu-turaab hogaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
guu.ndhaa gayaa turaab ko aatish ke chaak par
aa.e haqiiqii shakl me.n aab-o-havaa se ham