SEARCH RESULTS
Showing search results for "turaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "turaab"
Ghazal
'Gaalib' nadiim-e-dost se aatii hai buu-e-dost
mashGuul-e-haq huu.n bandagi-e-buu-turaab me.n
Mirza Ghalib
Sher
shahr me.n apne ye lailaa ne munaadii kar dii
ko.ii patthar se na maare mire diivaane ko
Turab Kakorvi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
muraad
मुराद مُراد
what is willed or wished or intended, desire, will, purport, tenor, object, end, meaning
Arabic
MORE MATCHES FOR "turaab"
Ghazal
kab kahaa.n kyaa mire dildaar uThaa laa.e.nge
vasl me.n bhii dil-e-be-zaar uThaa laa.e.nge
Ata Turab
Ghazal
'turaab' tum bhii to badle ho kitnii tezii se
na chaahte hu.e tum bhii magar badalte rahe
Turab Akhtar Naqvi
Ghazal
pahu.nch rahuu.ngaa sar-e-manzil-e-fanaa ai 'zauq'
misaal-e-naqsh-e-qadam karne paa-turaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tuufaan-e-bahr KHaak Daraataa mujhe 'turaab'
is se ba.Daa bha.nvar to safiine ke biich thaa
Abu Turab
Sher
turaab-e-paa-e-hasiinaan-e-lakhna.uu hai ye
ye KHaaksaar hai 'aKHtar' ko naqsh-e-paa kahiye
Wajid Ali Shah Akhtar
Sher
yuu.n mohabbat se na ham KHaana-ba-dosho.n ko bulaa
itne saada hai.n ki ghar-baar uThaa laa.e.nge
Ata Turab
Ghazal
'arshad' mujhe to Gaib se aatii hai ab sadaa
ibn-e-turaab ab tirii mohlat tamaam-shud
Arshad Mahmood Arshad
Sher
Ata Turab
Ghazal
sehn-e-abuu-turaab kii chaukhaT hai karbalaa
yaa'nii husain dam hai Gam-e-KHaandaa.n ke biich
Atif tauqeer
Ghazal
basaan-e-naqsh-e-qadam jis ne paa-turaab kiyaa
vo raah-e-ishq me.n miT kar Garaz shitaab uThaa
Shah Naseer
Ghazal
ek hii zaat ne ham sab ko banaayaa hai 'turaab'
aisaa lagtaa hai ki is baat se anjaan ho tum







