SEARCH RESULTS
Showing search results for "ugal"
Nazm MATCHES FOR "ugal"
Nazm
hubb-e-watan
terii ik musht-e-KHaak ke badle
luu.n na hargiz agar bahisht mile
Altaf Hussain Hali
Nazm
israfil ki maut
jaise tuufaa.n ne kinaare par ugal Daalaa use
reg-e-saahil par chamaktii dhuup me.n chup chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
guu.nj uTThegaa haram nara-e-labbaik, zamii.n
tere qadmo.n me.n ugal degii KHazaane apne
Adil Mansuri
Nazm
fasla
ki aag lene ga.e aur payambarii paa.ii
kabhii zamii.n ne samundar ugal diye lekin
Akhtarul Iman
Nazm
shiddat pasand
ki us ke maz.hab kii kokh qaatil ugal rahii hai
vo maa.n ki jis kaa javaan beTaa
Gauhar Raza
Nazm
mulaqat
din sitam-pesha hai raazo.n ko ugal detaa hai
raat ma.asuum hai raazo.n ko chhupaa letii hai
Zubair Rizvi
Nazm
curfew mein mushaera
shaa.ir bayaaz laa.e the sanduuq kii tarah
misre ugal rahe the vo banduuq kii tarah
Khalid Irfan
Nazm
taaruf
mai.n paidaa hote hii uljhan me.n huu.n
agar mai.n ishq huu.n to fanaa kyuu.n nahii.n ho jaatii
Maryam Tasleem Kiyani
Nazm
tiranga
jannat-nishaan dhartii sonaa ugal rahii hai
ja.ngal hare bhare hai.n fitrat machal rahii hai
Vaqar Khaleel
Nazm
ek kamra
ye naqsha hai us kamre kaa ki jis kii
zamiin udaasii ugal rahii hai
Syed Konain Haider Kazmi
Nazm
watan ki miTTi
mere vatan kii miTTii sonaa ugal rahii hai
sabze kii ye hukuumat ye khet lahlahaate
Abr Ahsani Ganauri
Nazm
ilm ka tarana
kal jahaa.n kii chal rahii hai ilm hii ke zor se
zamiin zar ugal rahii hai ilm hii ke zor se
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
ek nazm jangalon ke nam
zamiin sho.ale ugal rahii hai
fazaa se tezaab gir rahaa hai