SEARCH RESULTS
Showing search results for "uma.nD"
Nazm MATCHES FOR "uma.nD"
Nazm
aaj ki raat
qasr-e-giitii me.n uma.nD aayaa hai tuufaan-e-hayaat
maut larzaa.n hai pas-e-parda-e-dar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nargis-e-mastana
jab tak karam-e-KHaas kaa dariyaa na uma.nD aa.e
tuu aur bhii haal apnaa safiihaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
holi
bahtii hai.n uma.nD kar jaman-o-ga.ng zamii.n par
holii ne machaayaa hai ajab rang zamii.n par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nazm
tah-ba-tah dil kii kuduurat
merii aa.nkho.n me.n uma.nD aa.ii to kuchh chaara na thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barkha-rut
yaa uma.nD aayaa hai saavan kii bahaaro.n kaa hujuum
abr-paaro.n kaa hujuum
Akhtar Shirani
Nazm
maut
phir nigaaho.n pe uma.nD aayaa hai taariik dhu.aa.n
TimTimaanaa hai mire saath ye maayuus charaaG
Akhtarul Iman
Nazm
KHushk-sali
aah kii aur dil uma.nD aayaa ye hotaa hii nahii.n
Duub kar zauq-e-fanaa me.n ko.ii rotaa hii nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
vatan kii jaan pe kyaa kyaa tabaahiyaa.n aa.ii.n
uma.nD uma.nD ke jihaalat kii badliyaa.n aa.ii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
barish
dal ke dal baadal uma.nD kar aa ga.e
aur saare aasmaa.n par chhaa ga.e
Tilok Chand Mahroom
Nazm
sard, tarik raat
chaa.nd kii munjamid vaadiyo.n me.n sulagtii hu.ii raushnii
sub.h-dam ek pal me.n uma.nD aa.egii
Balraj Komal
Nazm
aKHtar shirani
jis ke har jur'e me.n mai-KHaana uma.nD aataa thaa
dast-e-saaqii me.n vo saaGar na rahaa tere baa'd