SEARCH RESULTS
Showing search results for "uma.nD"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "uma.nD"
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Nazm
aaj ki raat
qasr-e-giitii me.n uma.nD aayaa hai tuufaan-e-hayaat
maut larzaa.n hai pas-e-parda-e-dar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
PAGE MATCHES FOR "uma.nD"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "uma.nD"
Nazm
nargis-e-mastana
jab tak karam-e-KHaas kaa dariyaa na uma.nD aa.e
tuu aur bhii haal apnaa safiihaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
holi
bahtii hai.n uma.nD kar jaman-o-ga.ng zamii.n par
holii ne machaayaa hai ajab rang zamii.n par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Gubaar u.Daatii jhulastii hu.ii zamiino.n par
uma.nD ke aa.e.nge baadal du.aa kiye jaa.e.n
Iftikhar Arif
Nazm
nazm
tah-ba-tah dil kii kuduurat
merii aa.nkho.n me.n uma.nD aa.ii to kuchh chaara na thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barkha-rut
yaa uma.nD aayaa hai saavan kii bahaaro.n kaa hujuum
abr-paaro.n kaa hujuum
Akhtar Shirani
Nazm
maut
phir nigaaho.n pe uma.nD aayaa hai taariik dhu.aa.n
TimTimaanaa hai mire saath ye maayuus charaaG
Akhtarul Iman
Ghazal
barso.n se tuu yuu.n hai ki ghaTaa jab uma.nD aa.ii
tab diida-e-tar se bhii hu.aa ek jha.Daakaa










