SEARCH RESULTS
Showing search results for "ummat e"
Nazm MATCHES FOR "ummat e"
Nazm
guftani-o-na-guftani
kyaa puuchhte ho ummat-e-ahmad-razaa kaa haal
andar se daaG-daar to baahar se champa.ii
Shorish kashmiri
Nazm
saqi nama
jo musalmaa.n hai.n ummat-e-a.ngrez
mai-kashii se unhe.n nahii.n parhez
Nazm Tabatabai
Nazm
shikwa
ishq kaa dil bhii vahii husn kaa jaaduu bhii vahii
ummat-e-ahmad-e-mursil bhii vahii tuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
insan
insaan aur itaa.at-e-maahaul-e-iftiraa
aayaa hai apnii aap ye duniyaa liye hu.e
Azeemuddin Ahmad
Nazm
dasahra
hai dasahraa yaadgaar-e-azmat-e-hindostaa.n
hindu.o.n kii ik qadiimii fat.h-o-nusrat kaa nishaa.n
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Nazm
shahzade
zehn me.n azmat-e-ajdaad ke qisse le kar
apne taariik gharo.ndo.n ke KHalaa me.n kho jaa.o
Sahir Ludhianvi
Nazm
rah-e-rast
jo haq par hai iimaan-e-kaamil hamaaraa
banaa legaa kyaa zor-e-baatil hamaaraa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aamad-e-sal-e-nau aur bad-nasib hindi
aamad hai saal-e-nau kii samaa.n hai bahaar kaa
sarsabz gulistaa.n hai dil-e-daaG-daar kaa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
mahatma gandhi
maqaam-e-azmat-e-insaa.n ko tuu ne faash kiyaa
jumuud-basta Gulaamii ko paash-paash kiyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
azmat-e-adam
suurmaa.o.n se milo un kii ye azmat samjho
mahfil-e-aish ko haa.n aur munaGGaz na karo
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
waris
banii aamaat-gaah-e-tiir-e-nafrat shaKHsiyat us kii
use bhii KHud se nafrat ho chukii thii
Akbar Hyderabadi
Nazm
subhash-chandr-bos bahadur-shah-zafar ke mazar par
assalaam ai azmat-e-hindostaa.n kii yaadgaar
ai shahanshaah-e-dayaar-e-dil faqiir-e-be-dayaar
Jagan Nath Azad
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
ik phudaktaa hai sar-e-shaaKH pe jis tarah ko.ii
aamad-e-fasl-e-bahaarii kii KHushii me.n naache
Akhtarul Iman
Nazm
ek ehsas
mire aziizo mire dosto gavaah raho
birah kii raat kaTii aamad-e-sahar na hu.ii
Akhtarul Iman
Nazm
ajab hai khel carrom ka
khilaa.Dii chaal chaltaa hai stricker kii madad se
aamad-o-raft un kaniizo.n kii