SEARCH RESULTS
Showing search results for "zakhm"
Nazm MATCHES FOR "zakhm"
Nazm
mujhse pahle
zaKHm bhar jaa.e.n magar daaG to rah jaataa hai
duuriyo.n se kabhii yaade.n to nahii.n mar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
ai sharif insano
bam gharo.n par gire.n ki sarhad par
ruuh-e-ta.amiir zaKHm khaatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye zaKHm gulzaar ban ga.e hai.n
ye aah-e-sozaa.n ghaTaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
chalo ki aaj sabhii paa.emaal ruuho.n se
kahe.n ki apne har ik zaKHm ko zabaa.n kar le.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
baaGbaan-e-chaara-farmaa se ye kahtii hai bahaar
zaKHm-e-gul ke vaaste tadbiir-e-marham kab talak
Allama Iqbal
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
na vo nashaat-e-tasavvur ki lo tum aa hii ga.e
na zaKHm-e-dil kii hai sozish ko.ii jo sahnii ho
Jaun Eliya
Nazm
KHwab jo bikhar gae
ye surKH surKH phuul hai.n ki zaKHm hai.n bahaar ke
ye os kii phuvaar hai.n, ki ro rahaa hai aasmaa.n
Amir Usmani
Nazm
dusra ban-bas
tum ne baabar kii taraf phe.nke the saare patthar
hai mire sar kii KHataa, zaKHm jo sar me.n aa.e