SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-fan"
Nazm MATCHES FOR "zauq-e-fan"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
sardar jafri ke nam
yuu.n bikherii hai mataa'-e-'ilm-o-fan
jaise phaile chaar suu mushk-e-KHutan
Bismil Aazmi
Nazm
payam-e-watan
aalam ba-sad-KHuluus jhukaa.e na kyo.n jabii.n
tahziib-o-ilm-o-fan kaa hai gahvaara-e-hasii.n
Jamal Bharti
Nazm
sarapa
vo shaKHs mere man kaa mire zehn kaa jamaal
vo shaKHs merii jaan-e-Gazal jaan-e-fikr-o-fan
Muslim Shameem
Nazm
yaum-e-yaadgar-e-sir-sayyad dar-dakan
us sham-e-ilm-o-fan keii kuchh muntashir shu.aa.e.n
yaaraan-e-bazm tum ho us gosha-e-dakan me.n
Fani Badayuni
Nazm
shikast-e-zindan
rabaab chhe.D Gazal-KHvaa.n ho raqs-farmaa ho
ki jashn-e-nusrat-e-mehnat hai jashn-e-nusrat-e-fan
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazr-e-watan
phir zauq-e-mai-kashii ko hai me.araaj kii talab
kausar kaa baada chaa.nd kaa paimaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
chand taron ka ban
kuchh imaamaan-e-sad-makr-o-fan
un kii saa.nso.n me.n af.ii kii phunkaar thii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
habib jalib
hariif-e-sunnat-e-aazar kaliim-e-jaada-e-fan
sanam-kade me.n muKHaatib buto.n ke rab se thaa
Muslim Shameem
Nazm
hum bachche hum shahzade
rakhe.nge maa.n baap kii laaj
chamke.nge ilm-o-fan me.n