SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-fan"
Ghazal MATCHES FOR "zauq-e-fan"
Ghazal
Gam-e-zindagii mustaqil mustaqil
miraa zauq-e-fan raa.egaa.n raa.egaa.n
Kanwal Pradeep Mahajan
Ghazal
buu chhiiniye gulo.n se ki dete hai.n zauq-e-fan
yuu.n KHush-navaa tuyuur kii chahkaar baa.ndhiye
Arsh Siddiqui
Ghazal
miraa shu'uur mirii fikr zauq-e-fan meraa
mirii hayaat ke ik ik baras se baahar thaa
Raza Vasfi
Ghazal
umr bhar zauq-e-fan-e-sher rahaa ham ko 'KHaliiq'
rang jazbaat kaa ash.aar me.n bharte hii rahe
Khaleeq Burhanpuri
Ghazal
Vafa Malikpuri
Ghazal
Vafa Malikpuri
Ghazal
'zauq' jo madrase ke big.De hu.e hai.n mullaa
un ko mai-KHaane me.n le aa.o sa.nvar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kashtii savaar-e-umr huu.n bahr-e-fanaa me.n 'zauq'
jis dam bahaa ke le gayaa tuufaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aalam-e-husn KHudaa.ii hai buto.n kii ai 'zauq'
chal ke but-KHaane me.n baiTho ki KHudaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
pahu.nch rahuu.ngaa sar-e-manzil-e-fanaa ai 'zauq'
misaal-e-naqsh-e-qadam karne paa-turaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ai 'zauq' takalluf me.n hai takliif saraasar
aaraam me.n hai vo jo takalluf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dil shikasta hii rahaa ba.ad-e-fanaa bhii mai.n to
ki mirii KHaak se bante hii subuu TuuT ga.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
qiimat me.n jins-e-dil kii maa.ngaa jo 'zauq' bosa
kyaa kyaa na us ne ham ko khoTii-kharii sunaa.ii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aavaargii se kuu-e-mohabbat kii haath uThaa
ai 'zauq' ye uThaa na sakegaa khakhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
khii.nche dil-e-insaa.n ko na vo zulf-e-siyah-faam
azhdar ko.ii gar us ko nigal jaa.e to achchhaa