SEARCH RESULTS
Showing search results for "zinda"
Nazm MATCHES FOR "zinda"
Nazm
shikwa
kis ne ThanDaa kiyaa aatish-kada-e-iiraa.n ko
kis ne phir zinda kiyaa tazkira-e-yazdaa.n ko
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
umaraa nashsha-e-daulat me.n hai.n Gaafil ham se
zinda hai millat-e-baizaa Gorabaa ke dam se
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-islam
zamii.n se nuuryaan-e-aasmaa.n-parvaaz kahte the
ye KHaakii zinda-tar paa.enda-tar taabinda-tar nikle
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
tire aasmaano.n ke taaro.n kii KHair
zamiino.n ke shab zinda-daaro.n kii KHair
Allama Iqbal
Nazm
tariq ki dua
halaakat nahii.n maut un kii nazar me.n
dil-e-mard-e-momin me.n phir zinda kar de
Allama Iqbal
Nazm
lenin
ai anfus o aafaaq me.n paidaa tirii aayaat
haq ye hai ki hai zinda o paa.inda tirii zaat
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-ghaalib
jis ahd-e-siyaasat ne ye zinda zabaa.n kuchlii
us ahd-e-siyaasat ko marhuum kaa Gam kyuu.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ik shahanshaah ne banvaa ke hasii.n taaj-mahal
taaj ik zinda tasavvur hai kisii shaa.er kaa
Shakeel Badayuni
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
(insaan jo ab tak zinda hai)
phir dekhe kaisaa bachcha hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
aurat
tuu aag me.n ai aurat zinda bhii jalii barso.n
saa.nche me.n har ik Gam ke chup-chaap Dhalii barso.n