SEARCH RESULTS
Showing search results for "zuud"
Nazm MATCHES FOR "zuud"
Nazm
mujhse pahle
tuu ki ma.asuum bhii hai zuud-faraamosh bhii hai
us kii paimaa.n-shikanii ko bhii gavaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
israfil ki maut
jhilmilaa uThte the jis se dair-o-zuud
marg-e-israafiil par aa.nsuu bahaa.o
Noon Meem Rashid
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
gurisna nigah zuud-kaaro.n se ranjuur
magar ab hamaare na.e KHvaab kaabuus-e-maazii nahii.n hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
aatish-e-KHamosh
hai.n jitne aqaarib vo aqaarib se hai.n bad-tar
ahbaab hai.n vo KHud-Garaz-o-zuud-faraamosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
sukun-e-tanhai
kaisii takraar hai hujjat hai shikaayat kaisii
is kahaanii me.n ko.ii zuud-pashemaa.n bhii nahii.n
Syed Jafar Amir
Nazm
shahr-e-arzu
kisii kii zuud-pashiimaa.n niigaahiyo.n kaa tilism
kisii KHaraab nigaah-e-karam kaa zikr karo
Hameed Almas
Nazm
shikast-e-wafa
zuud-ranj aadmii kii fitrat hai
aur matlab-parast ahl-e-jahaa.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
asa-ba-dast ab nahin hai koi
ye KHuun kis kaa hai
ai dil-e-zuud-ranj to kyuu.n udaas hai
Zaheer Siddiqui
Nazm
wo sarab jo meri jaan mein hai
usii fitna-kaar se chhup ga.e
mire der-o-zuud bhii KHvaab me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
ghalat-fahmi
phuul patte sab zahriile bahut
zahr bhii vo har samm-e-qaatil se ba.Dh kar zuud-asar
Baeem Hairati
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zid hai ki mashq-e-sitam rahe jaarii
hame.n bhii naaz ki jaur-o-jafaa ke aadii hai.n