Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Aitbar Sajid's Photo'

Aitbar Sajid

1948 | Islamabad, Pakistan

Aitbar Sajid

Ghazal 46

Nazm 2

 

Sher-o-Shayari 34

abhī rail ke safar meñ haiñ bahut nihāl donoñ

kahīñ rog ban na jaa.e yahī saath do ghaḌī

abhi rail ke safar mein hain bahut nihaal donon

kahin rog ban na jae yahi sath do ghaDi ka

jis ko ham ne chāhā thā vo kahīñ nahīñ is manzar meñ

jis ne ham ko pyaar kiyā vo sāmne vaalī mūrat hai

jis ko hum ne chaha tha wo kahin nahin is manzar mein

jis ne hum ko pyar kiya wo samne wali murat hai

makīnoñ ke ta.alluq se yaad aatī hai har bastī

vagarna sirf bām-o-dar se ulfat kaun rakhtā hai

makinon ke talluq hi se yaad aati hai har basti

wagarna sirf baam-o-dar se ulfat kaun rakhta hai

muḳhtalif apnī kahānī hai zamāne bhar se

munfarid ham ġham-e-hālāt liye phirte haiñ

muKHtalif apni kahani hai zamane bhar se

munfarid hum gham-e-haalat liye phirte hain

ta.alluqāt meñ gahrā.iyāñ to achchhī haiñ

kisī se itnī magar qurbateñ bhī Thiik nahīñ

talluqat mein gahraiyan to achchhi hain

kisi se itni magar qurbaten bhi Thik nahin

BOOKS 4

 

Image Shayari 7

 

Videos 29

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
Aisa nahi ke tere baad ahle karam nahi mile

Unknown

Aise nahi ke tere baad

Aitbar Sajid 16: Tarjuman Nahi Rahe

Unknown

Bhari mehfil mein tanhaai ka aalam dhoond leta hoon

Bhari mehfil mein tanhaaii ka aalam dhoond leta hoon

Unknown

Jo khayaal the na qayaas the

Unknown

Koi kaisa humsafar hai

Unknown

Koi kaisa humsafar hai

Meri raaton ki raahat din ke itmenaan

Unknown

Meri raaton ki raahat din ke itmenaan le jana

Phir uske jaate hi dil sunsaan ho kar reh gaya

Tum ko to ye sawan ki ghata kuchh nahi kehti

Tumhain Dekh K Yaad Aata Hai Mujhay..... Kahin Pehlay Bhe Tum Sy Mila Hu Mein

Unknown

URDU POETRY - Na Khayal thay Na Qayaas Thay(AITBAR SAJID)

Yun hi si ek baat thi

Yun hi si ek baat thi

Unknown

bhii.D hai bar-sar-e-baazaar kahii.n aur chale.n

Unknown

chhoTe chhoTe ka.ii be-faiz mafaadaat ke saath

Unknown

chhoTe chhoTe se mafaadaat liye phirte hai.n

Unknown

ghar kii dahliiz se baazaar me.n mat aa jaanaa

Unknown

jaane kis chaah ke kis pyaar ke gun gaate ho

Unknown

mujhe vo kunj-e-tanhaa.ii se aaKHir kab nikaalegaa

Unknown

na gumaan maut kaa hai na KHayaal zindagii kaa

Unknown

phuul the ra.ng the lamho.n kii sabaahat ham the

Unknown

raste kaa intiKHaab zaruurii saa ho gayaa

tumhe.n jab kabhii mile.n fursate.n mire dil se bojh utaar do

Tayyab Naved

tumhe.n KHayaal-e-zaat hai shu.uur-e-zaat hii nahii.n

Unknown

ye hasii.n log hai.n tuu in kii muravvat pe na jaa

Unknown

ye Thiik hai ki bahut vahshate.n bhii Thiik nahii.n

Unknown

RELATED Poets

More Poets From "Islamabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now