aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1722 - 1806
ishq kī naav paar kyā hove
jo ye kashtī tare to bas Duube
ishq ki naw par kya howe
jo ye kashti tare to bas Dube
maiñ ne jaanā thā qalam-band karegā do harf
shauq ke likhne kā 'sajjād' ne kholā daftar
main ne jaana tha qalam-band karega do harf
shauq ke likhne ka 'sajjad' ne khola daftar
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books