Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Sanaullah Zaheer's Photo'

Sanaullah Zaheer

1964 | Faisalabad, Pakistan

Sanaullah Zaheer

Ghazal 4

 

Sher-o-Shayari 7

apnī mastī ki tire qurb sarshārī meñ

ab maiñ kuchh aur bhī āsān huuñ dushvārī meñ

apni masti ki tere qurb ki sarshaari mein

ab main kuchh aur bhi aasan hun dushwari mein

  • Share this

ḳhalā meñ tairte phirte haiñ haath pakḌe hue

zamīñ ek sadī ek saal sūraj

KHala mein tairte phirte hain hath pakDe hue

zamin ki ek sadi ek sal suraj ka

  • Share this

maiñ de rahā huuñ tujhe ḳhud se iḳhtilāf haq

ye iḳhtilāf haq hai muḳhālifat nahīñ

main de raha hun tujhe KHud se iKHtilaf ka haq

ye iKHtilaf ka haq hai muKHalifat ka nahin

  • Share this

merā ye dukh ki maiñ sikka huuñ ga.e vaqtoñ

terā ho kar bhī tire kaam nahīñ aa saktā

mera ye dukh ki main sikka hun gae waqton ka

tera ho kar bhi tere kaam nahin aa sakta

  • Share this

tire makāñ taqaddus aziiz thā itnā

maiñ aa rahā huuñ galī se pare utaar ke paañv

tere makan ka taqaddus aziz tha itna

main aa raha hun gali se pare utar ke panw

  • Share this

BOOKS 1

 

More Poets From "Faisalabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now