SEARCH RESULTS
Showing search results for "'miir'-e-be-KHirad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'miir'-e-be-KHirad"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Kulliyat
sohbat kisuu se rakhne kaa us ko na thaa dimaaG
thaa 'miir'-e-be-dimaaG ko bhii kyaa balaa dimaaG
Meer Taqi Meer
Kulliyat
mavvaaj aab saa hai va-lekin u.De hai KHaak
hai 'miir' bahr-e-be-tah-e-hastii saraab saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
majnuun-e-be-KHirad ne dii jaa.n ba-naa-umiidii
lailaa kaa dekhte hii mahmil ta.Dap ta.Dap kar
Mushafi Ghulam Hamdani
PAGE MATCHES FOR "'miir'-e-be-KHirad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "'miir'-e-be-KHirad"
Ghazal
chand roza hai ye mai-KHaana-e-hastii yaa.n to
umr Gaflat me.n na ai be-KHirad-o-hosh guzaar
Jurat Qalandar Bakhsh
Kulliyat
ta.Dpe hai muttasil vo kahaa.n aise roz-o-shab
hai farq 'miir' barq-o-dil-e-be-qaraar me.n
Meer Taqi Meer
Kulliyat
jiinaa hai to be-taaqatii-o-be-KHudii hai 'miir'
murda hai Garaz ishq kaa biimaar hamesha
Meer Taqi Meer
Kulliyat
na kariye girya-e-be-iKHtiyaar hargiz 'miir'
jo ishq karne me.n dil par kuchh iKHtiyaar rahe
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil-e-be-qaraar girya-e-KHuunii.n thaa raat 'miir'
aayaa nazar to bismil dar-e-KHuu.n tapiida thaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
aise but-e-be-mehr se miltaa hai ko.ii bhii
dil 'miir' ko bhaarii thaa jo patthar se lagaayaa