SEARCH RESULTS
Showing search results for ".pell"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".pell"
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tum apne husn kii ra.anaa.iyo.n pe rahm karo
vafaa fareb hai tuul-e-havas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
zaraa saa shor-e-baGaavat uThaa aur us ke ba.ad
vaziir taKHt pe baiThe the aur jail me.n ham
Shozeb Kashir
PAGE MATCHES FOR ".pell"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".pell"
Mazahiya
mashGala ashk-fishaanii kaa thaa pahle bhii magar
ab to ye shaGl dhakaa-pel hu.aa jaataa hai
Machis Lakhnavi
Nazm
election
phir leadero.n kii hogii akhaa.Do.n me.n rel-pel
voto.n kii har dukaan pe hogii grand sale
Syed Mohammad Jafri
Nazm
karachi
shariifo.n kii aur shahryaaro.n kii duniyaa
kahii.n rel-pel aur kahii.n ta.ng-dastii
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
ham aise pe.D bas itnii sii baat par KHush the
ki bel ham se lipaTtii hai aur bel se ham
Shozeb Kashir
Nazm
haji bhai pani wala
haajiyo.n kii dhii.ngaa-mushtii lapaa-dagii rel-pel
phir gunaaho.n ke piTaare kii tarah laTkii hu.ii
Saqi Faruqi
Mazahiya
mah.ngaa.ii ke zamaane me.n bachcho.n kii rel-pel
aisaa na ho kamar tirii mah.ngaa.ii to.D de
Saghar Khayyami
Nazm
karachi ke mushaere mein Daka
udhar Dakait sambhaale the gun u.Daa.ii hu.ii
udhar vo pel rahaa thaa Gazal churaa.ii hu.ii
Khalid Irfan
Rekhti
yaa rab shab-e-judaa.ii to hargiz na ho nasiib
bandii ko yuu.n jo chaahe to kolhuu me.n pel Daal
Rangin Saadat Yaar Khan
Sher
aayaa thaa sun ke shahr me.n daulat kii rel-pel
kal mill me.n kaT ke mar gayaa beTaa kisaan kaa
Saeed Ahmad Akhtar
Ghazal
pel zor aape se baahar ho ke jaa.egaa kahaa.n
aadmii ban aadmii aa apne paimaane me.n aa
Natiq Gulavthi
Ghazal
chubhe paa.nv me.n kaa.nTe yaad aayaa
ki ham ne pel Thukraa.e bahut hai.n







