SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaarij"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHaarij"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
nvaa-e-naGma bhii hai.n soz-o-saaz se KHaalii
fuGaa.n bhii KHaarij-az-aahang lag rahii hai mujhe
Shahryar
Mazahiya
phuus ke chhappar me.n rahte the ye is saamaan se
aur furniture to KHaarij un ke thaa imkaan se
Zareef Lakhnavi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHaarij"
Ghazal
naam meraa to kiyaa us ne qalam-zad lekin
daftar-e-ishq se KHaarij na hu.aa baab miraa
Abbas Tabish
Ghazal
imkaan se KHaarij hai ki huu.n tujh se muKHaatib
hamnaam ko bhii tere pukaaraa na kare.nge
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
Syed Naseer Shah
Nazm
tumhein likhna na aata tha
ye vo alfaaz the jin ko
luGat se apnii KHaarij kar diyaa thaa jaane kab tum ne
Ishrat Afreen
Ghazal
Rafi Raza
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
mire sab sher KHaarij hai.n ye mai.n bhii jaantaa huu.n
ye uulaa mas.ala hai aur saanii mas.ala hai
Viral Desai
Mazahiya
dono.n darKHvaaste.n us shoKH ne KHaarij kar dii.n
pahle to vasl kii aur phir nazar-e-saanii kii
Machis Lakhnavi
Ghazal
ab ko.ii nisf daam pe bhii puuchhtaa nahii.n
ye zindagii nisaab se KHaarij kitaab hai
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
paude
har ik paudaa KHaarij kare aabii zarre
tanaffus me.n ye carbon jazb kar le
Hafiz Karnataki
Ghazal
mirii fihrist se ek naam bhii KHaarij nahii.n hotaa
na jaane kaun kin haalaat me.n behtar nikal aa.e
Rehman Musawwir
Rubai
KHaarij insaaniyat se us ko samjho
insaa.n kaa agar nahii.n hai hamdard insaan
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
harf-e-saakit ban gayaa taqtii.a se KHaarij hu.aa
is Gazal kii bazm se mujh ko nihaa.n honaa hii thaa














