SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaGaaz-e-mohabbat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aaGaaz-e-mohabbat"
Ghazal
dard-e-aaGaaz-e-mohabbat kaa ab anjaam nahii.n
zindagii kyaa hai agar maut kaa paiGaam nahii.n
Safi Lakhnavi
Sher
aaGaaz-e-mohabbat se anjaam-e-mohabbat tak
''ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai''
Sarwar Alam Raz
Sher
aaGaaz-e-mohabbat kaa anjaam bas itnaa hai
jab dil me.n tamannaa thii ab dil hii tamannaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat hii me.n naashaad karoge
kyaa mujh ko KHabar thii mujhe barbaad karoge
Altaf Mashhadi
MORE MATCHES FOR "aaGaaz-e-mohabbat"
Sher
aaGaaz-e-mohabbat se anjaam-e-mohabbat tak
guzraa hai jo kuchh ham par tum ne bhii sunaa hogaa
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat kaa to anjaam nahii.n hai
ye sub.h vo hai jis kii kabhii shaam nahii.n hai
Afqar Mohani
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat me.n anjaam se Dartii huu.n
anjaam-e-mohabbat ke kohraam se Dartii huu.n
Sarahat Ahmad Sarahat
Sher
ye arsh se aanaa to aaGaaz-e-mohabbat thaa
ab farsh pe aa.e hai.n anjaam se khele.nge
Mehr Zarreen
Sher
ye bhii aaGaaz-e-mohabbat me.n bahut hai mujh ko
dekhtaa letaa huu.n use haath lagaa letaa huu.n
Anjum Saleemi
Sher
abhii aaGaaz-e-mohabbat hai kuchh is kaa anjaam
tujh ko ma.aluum hai ai diida-e-nam kyaa hogaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Sher
Ajiz Matvi
Ghazal
phir laakh mohabbat ko 'razaa' ko.ii sa.nvaare
aaGaaz-e-mohabbat kaa zamaana nahii.n aataa