SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaGaaz-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "aaGaaz-e-mohabbat"
Ghazal
dard-e-aaGaaz-e-mohabbat kaa ab anjaam nahii.n
zindagii kyaa hai agar maut kaa paiGaam nahii.n
Safi Lakhnavi
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat kaa to anjaam nahii.n hai
ye sub.h vo hai jis kii kabhii shaam nahii.n hai
Afqar Mohani
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat hii me.n naashaad karoge
kyaa mujh ko KHabar thii mujhe barbaad karoge
Altaf Mashhadi
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat me.n anjaam se Dartii huu.n
anjaam-e-mohabbat ke kohraam se Dartii huu.n
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
phir laakh mohabbat ko 'razaa' ko.ii sa.nvaare
aaGaaz-e-mohabbat kaa zamaana nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ahd-e-aaGaaz-e-mohabbat tire anjaam kii KHair
ab uThaa.e nahii.n uThtaa hai ye patthar mujh se
Faizi
Ghazal
daar hii bantii hai ai dil ziina-e-meraaj-e-ishq
KHvaab-e-aaGaaz-e-mohabbat kii yahii taabiir hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
garche aaGaaz-e-mohabbat ne diye hai.n dhoke
liye jaatii hai kahii.n kaavish-e-anjaam mujhe
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
Ranj Hyderabadi
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat hai ho KHush hazrat-e-dil kyaa
achchhaa nazar aataa nahii.n anjaam tumhaaraa
Ahsan Marahravi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat me.n tavakkul hai zaruurii
mat soch kisii faa.eda nuqsaan ke baare
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
kyo.n chhe.Diye aaGaaz-e-mohabbat kaa fasaana
dil me.n KHalish-e-nashtar-e-anjaam bahut hai
Bahzad Fatami
Ghazal
siikhii thii jo aaGaaz-e-mohabbat me.n qalam ne
baaqii hai vo ra.ngiini-e-tahriir abhii tak
Hasrat Mohani
Ghazal
haa.e aaGaaz-e-mohabbat me.n vo KHvaabo.n ke tilism
zindagii phir vahii aa.iina-garii maa.nge hai