SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaGaaz-e-mohabbat"
Nazm MATCHES FOR "aaGaaz-e-mohabbat"
Nazm
yaaden
aaGaaz-e-mohabbat ke vo biite hu.e lamhaat
vo hashr-ba-dil saa’at-e-diidaar kaa hangaam
Bazm Ansari
Nazm
gulha-e-aqidat
apne gulhaa-e-aqiidat pesh kartii huu.n tujhe
muKHtasar ye hai mohabbat pesh kartii huu.n tujhe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dil-ashob
tire lutf-o-ataa kii dhuum sahii mahfil mahfil
ik shaKHs thaa inshaa naam-e-mohabbat me.n kaamil
Ibn۔e۔Insha
Nazm
main teri mohabbat se na-umid to nahin hun
abhii to aaGaaz-e-mohabbat hai
shab-e-hijr kii udaasii
Kanwal Pradeep Mahajan
Nazm
khoe hue lamhe
doharaa.o phir afsaana-e-aaGaaz-e-mohabbat
phir gardish-e-saaGar se chhi.De saaz-e-mohabbat
Jauhar Nizami
Nazm
salam
ik KHvaab-e-KHaas chashm-e-mohammad me.n thaa chhupaa
ta.abiir nuur-e-ain-e-mohammad ne aam kii
Parveen Shakir
Nazm
pahla jashn-e-azadi
abhii vo sa.i-e-junuu.n-KHez kaamyaab nahii.n
ye intihaa nahii.n aaGaaz-e-kaar-e-mardaa.n hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tabdili
taa-ki ye tishna-e-aarzu-e-zindagii
phir se aaGaaz-e-shauq-e-safar kar sake
Zubair Rizvi
Nazm
rab nawaz mail
kyaa ajab aaGaaz-e-hastii, kyaa ajab aaGaaz-e-kaar
jaise vo iisaar-pesha mard danaa-o-Gamgii.n
Mohammad Izhar ul Haq
Nazm
jamia-usmaniya
ai ki terii KHidmate.n sarmaaya-daar-e-ilm hai.n
teraa maqsad ziist kaa aaGaaz-e-KHush-anjaam hai
Maikash Akbarabadi
Nazm
aane wali subh ki baaten
takmiil-e-tamannaa kii baate.n
aaGaaz-e-safar ke lamho.n se
Salahuddin Mohammad
Nazm
kahan hai aa ja
muntashir hone lagii anjuman-e-naaz-e-hayaat
ban gayaa KHvaab har ik manzar-e-aaGaaz-e-hayaat
Shakeel Badayuni
Nazm
abhi har dastan adhuri hai
ye vo maqaam hai
jis ko aaGaaz-e-safar hii kahiye
Kanwal Pradeep Mahajan
Nazm
apni apni raushni
us ne aaGaaz-e-safar kii saarii KHush-fahmii
bikhartii dekh kar
Zaheer Siddiqui
Nazm
wo kya maslahat thi
mai.n aaGaaz-e-hastii se havvaa kii suurat
huu.n aadam kii KHvaahish kaa ik shaaKHsaana
Arifa Shahzad
Nazm
sajjad-zahir ke nam
sabaa aur us kaa andaaz-e-takallum
sahar aur us kaa aaGaaz-e-tabassum