SEARCH RESULTS
Showing search results for "aabdaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aabdaar"
Ghazal
sunaa hai teG ko qaatil ne aab-daar kiyaa
agar ye sach hai to be-shub.ha ham pe vaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Marsiya
chuusii jinho.n ne ahmad muKHtaar kii zabaa.n
kyaa durr-e-aab-daar hai.n is durj me.n nihaa.n
Meer Anees
MORE MATCHES FOR "aabdaar"
Ghazal
tishna-labo.n kii jaan hai shamshiir-e-aab-daar
KHvaahish unhe.n to kausar-o-tasniim kii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dekh kar dast-e-sitam me.n terii teG-e-aabdaar
mere har zaKHm-e-jigar ke mu.nh me.n aab aa jaa.egaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dariyaa me.n us kii tiir-e-mizha kaa pa.De jo 'aks
suraaKH ho har ik guhar-e-aab-daar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
ai mere yaasman tire dandaan-e-aabdaar
gulshan me.n hai.n rulaate gul-e-yaasman mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
naazaa.n hai.n josh-e-husn pe gul-haa-e-dil-fareb
joban dikhaa rahaa hai ye aalam ubhaar kaa