SEARCH RESULTS
Showing search results for "aabdaar"
Ghazal MATCHES FOR "aabdaar"
Ghazal
sunaa hai teG ko qaatil ne aab-daar kiyaa
agar ye sach hai to be-shub.ha ham pe vaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mauj-e-saraab-e-dasht-e-vafaa kaa na puuchh haal
har zarra misl-e-jauhar-e-teG aab-daar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tishna-labo.n kii jaan hai shamshiir-e-aab-daar
KHvaahish unhe.n to kausar-o-tasniim kii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dariyaa me.n us kii tiir-e-mizha kaa pa.De jo 'aks
suraaKH ho har ik guhar-e-aab-daar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
dekh kar dast-e-sitam me.n terii teG-e-aabdaar
mere har zaKHm-e-jigar ke mu.nh me.n aab aa jaa.egaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ai mere yaasman tire dandaan-e-aabdaar
gulshan me.n hai.n rulaate gul-e-yaasman mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
naazaa.n hai.n josh-e-husn pe gul-haa-e-dil-fareb
joban dikhaa rahaa hai ye aalam ubhaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
siyaah-baKHt fazaa.o.n me.n dil hu.aa bad-zan
tirii zabaan ke tevar hai.n aab-daar abhii
Afroz Alam
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Baqar Mehdi
Ghazal
usii se teG-e-nigah aab-daar hotii hai
tujhe bataa.uu.n ba.Dii shai hai jur.at-e-inkaar
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dam-e-aKHiir to kar le.n nazaara jii bhar ke
ilaahii KHanjar-e-saffaak aab-daar na ho