SEARCH RESULTS
Showing search results for "alter"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "alter"
Ghazal
Bismil Azimabadi
PAGE MATCHES FOR "alter"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "alter"
Ghazal
sarmaaya-e-diivaana-e-ulfat hai mohabbat
ai ulTe hu.e dil tirii qiimat hai mohabbat
Manzar Lakhnavi
Ghazal
dil ye kartaa hai ki is umr kii pagDanDii par
ulTe pairo.n se chaluu.n phir vahii la.Dkaa ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
qaa.ede baazaar ke is baar ulTe ho ga.e
aap to aa.e nahii.n par phuul mah.nge ho ga.e
Nomaan Shauque
Ghazal
ulTe vo shikve karte hai.n aur kis adaa ke saath
be-taaqatii ke ta.ane hai.n uzr-e-jafaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Sher
bandagii me.n bhii vo aazaada o KHud-bii.n hai.n ki ham
ulTe phir aa.e dar-e-kaaba agar vaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
ulTe siidhe sapne paale baiThe hai.n
sab paanii me.n kaa.nTaa Daale baiThe hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
ajab ulTe mulk ke hai.n ajii aap bhii ki tum se
kabhii baat kii jo siidhii to milaa javaab ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Nazm
kahani
daftar bhuule, bistar bhuule, piine lage saraab
pal bhar aa.nkh lage, to aa.e.n ulTe siidhe KHvaab
Mustafa Zaidi
Nazm
bhuka bangal
bhuukaa hai ba.ngaal re saathii bhuukaa hai ba.ngaal
piiTh se apne peT lagaa.e laakho.n ulTe khaaT
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
vo dil-KHaraash thaa aa.inda saal kaa manzar
mai.n ulTe paa.nv guzishta baras me.n lauT aayaa




