SEARCH RESULTS
Showing search results for "ammaama"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ammaama"
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Marsiya
phailaa jo nuur-e-mahr-e-imaamat dam-e-zavaal
zarro.n se vaa.n ke aa.nkh milaanaa hu.aa muhaal
Meer Anees
Kulliyat
ammaama jaa-namaaz ga.e le ke muGbache
vaa.iz kii ab libaasii karaamaat bhii ga.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
sitam hai.n qahr hai.n lau.nDe sharaab-KHaane ke
utaar lete hai.n amaama har namaazii kaa
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "ammaama"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
'amaama
'अमामाعَمَامہ
Arabic
the sheet or cloth that one winds upon the head, a turban, a tiara, headgear
aamaada
आमादा آمادَہ
Persian
inclined, liable, predisposed, tending towards
MORE MATCHES FOR "ammaama"
Ghazal
amaama sajtaa hai aaKHir amiir-e-shahr ke sar
hamaare jaise aqiidat me.n vaare jaate hai.n
Zubair Qaisar
Nazm
sharir bachche
baajii kaa har dupaTTa apnaa bane amaama
joker bane.n pahan kar bhayyaa kaa paa.ejaama
Zafar Kamali
Ghazal
ai muGbacho.n tumhaaraa baayaa.n qadam mai.n lu.ngaa
zaahid kaa gar amaama rehn-e-sharaab hogaa
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Kulliyat
muft aabruu-e-zaahid-e-allaama le gayaa
ik muGbacha utaar ke ammaama le gayaa
Meer Taqi Meer
Nazm
siyasi bengan
public ke pha.nsaane ko sab jaal ke phande the
ye desh ye amaama aur sub.ha-e-sad-daana
Zareef Lakhnavi
Kulliyat
ammaama hai mo.azzin-e-masjid ki baar-e-KHar
qad to tiraa KHamiida ho mehraab saa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
amaama-band-o-qabaa-poshgaa.n kaa zikr hii kyaa
tire huzuur me.n baa-ehtiraam ham bhii the














