SEARCH RESULTS
Showing search results for "ammaama"
Nazm MATCHES FOR "ammaama"
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sharir bachche
baajii kaa har dupaTTa apnaa bane amaama
joker bane.n pahan kar bhayyaa kaa paa.ejaama
Zafar Kamali
Nazm
siyasi bengan
public ke pha.nsaane ko sab jaal ke phande the
ye desh ye amaama aur sub.ha-e-sad-daana
Zareef Lakhnavi
Nazm
naya hukm-nama
aur sab kii nazar
ek kaale amaame kii jaanib pur-ummiid ho kar uThii
Sultan Subhani
Nazm
ek aarzu
ki aap ke paas ek chaadar hai ek tah-band ik 'amaama
khajuur kii chhaal aur patto.n kaa ek bistar
Khalid Mubashshir
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
umaraa nashsha-e-daulat me.n hai.n Gaafil ham se
zinda hai millat-e-baizaa Gorabaa ke dam se
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
tamaam suufii o saalik sabhii shuyuuKH o imaam
umiid-e-lutf pe aivaan-e-kaj-kulaah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
bachche ki dua
lab pe aatii hai du.aa ban ke tamannaa merii
zindagii sham.a kii suurat ho KHudaayaa merii!
Allama Iqbal
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
aataa hai yaad mujh ko guzraa hu.aa zamaana
vo baaG kii bahaare.n vo sab kaa chahchahaanaa