SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-zid"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-zid"
Sher
Ameerul Islam Hashmi
Sher
vo saa.Dii jewellery ke tahaa.if pe thii ba-zid
ham sau ruupe kii shaal se aage nahii.n ga.e
Aziz Faisal
Sher
fankaar ba-zid hai ki lagaa.egaa numaa.ish
mai.n huu.n ki har ik zaKHm chhupaane me.n lagaa huu.n
Akbar Hameedi
Ghazal
jo kahaa jis ne ba-zid hai use manvaane me.n
baat kuchh aur ulajhtii ga.ii suljhaane me.n
Naushad Ashhar
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "ba-zid"
MORE MATCHES FOR "ba-zid"
Ghazal
zaKHm gahre to ba-zid shauq mire kartaa rahaa
us masiihaa.ii kii tadbiir kiye jaa chup-chaap
Rafique Khayal
Nazm
rasta bulata hai
bhuuk ne paa.nv baa.ndh rakkhe hai.n
phir bhii chalne pe huu.n ba-zid ki abhii
Shakeel Azmi
Ghazal
kashkol mohabbat kii talab phir bha.Dak uTThii
dekhaa jo ba-zid us me.n navaazish kaa iraada
Rafique Khayal
Ghazal
kaun hai merii tabaahii kaa sabab kyaa likhuu.n
meraa KHaama hai ba-zid naam tumhaaraa likkhuu.n
Hafeez Banarasi
Ghazal
vo jo ik shaKHs ba-zid hai ki bhulaa do mujh ko
bhuul jaa.uu.n to usii shaKHs ko sadma hogaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
Khawar Rizvi
Ghazal
chand shero.n kii zaruurat hai unhe.n KHaatir-e-dost
vo ba-zid hai.n ki vo ash.aar hamaare jaa.e.n
Hassan Ahmad Awan
Ghazal
KHirad kii maan ke samjhaa thaa kuchh haqiiqat ko
junuu.n ba-zid hai haqiiqat ko bhii saraab samajh
Sagheer Ahmad Sagheer
Ghazal
sab raunaqe.n ba-zid thii.n jahaa.n ghar banaane ko
vo qarya-e-vajuud KHalaa.o.n se bhar gayaa
Shahram Sarmadi
Ghazal
ba-zid hai aaj jahaa.n ko tabaah karne par
ye aadmii ki jise ko.ii iKHtiyaar nahii.n