SEARCH RESULTS
Showing search results for "bar-mahal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bar-mahal"
Non prevalent Sher
saat jildo.n kaa parcel pahu.nchaa
vaah kyaa KHuub bar-mahal pahu.nchaa
Mirza Ghalib
Nazm
hum ko dekhe jo aankh wala ho
be-muhaabaa hai.n bar-mahal hai.n ham
haa.n miyaa.n intellectual hai.n ham
Mohammad Yusuf Papa
Ghazal
vo mehrbaa.n ki ham ko altaaf-e-bar-mahal se
paas apne se thaa us ko uThne muhaal denaa
Hasrat Azimabadi
MORE MATCHES FOR "bar-mahal"
Ghazal
un kii nazre.n uThii.n merii nazre.n uThii.n
baat kii baat thii bar-mahal ho ga.ii
Manzil Lohatheri
Ghazal
kabhii kabhii to mirii bar-mahal KHamoshii bhii
unhe.n fuGaa.n kii tarah naagavaar guzrii hai
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
har ik shai aasmaa.n par hai salaamat
zamii.n par bar-mahal kuchh bhii nahii.n hai
Imtiyaz Danish Nadwi
Nazm
jasus dost
madrase me.n apne ham-umro.n se vo sargoshiyaa.n
bar-mahal sargoshiyo.n ke baad vo KHaamoshiyaa.n
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
Anwar Sabri
Nazm
intellectual
har baat me.n kahii.n kaa havaala zaruur thaa
is se Garaz na thii ki havaala ho bar-mahal
Raza Naqvi Vahi
Ghazal
sukuut-e-dahr mirii shaah-rag katar jaataa
agar na hilte mirii jaan bar-mahal tire ho.nT
Zubair Hamza
Ghazal
bar-mahal hai tah-e-ashjaar havaa kaa nauha
kal ke Gunche bhii isii dasht-e-ziyaa.n me.n ho.nge