SEARCH RESULTS
Showing search results for "bar-mahal"
Ghazal MATCHES FOR "bar-mahal"
Ghazal
vo mehrbaa.n ki ham ko altaaf-e-bar-mahal se
paas apne se thaa us ko uThne muhaal denaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
un kii nazre.n uThii.n merii nazre.n uThii.n
baat kii baat thii bar-mahal ho ga.ii
Manzil Lohatheri
Ghazal
kabhii kabhii to mirii bar-mahal KHamoshii bhii
unhe.n fuGaa.n kii tarah naagavaar guzrii hai
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
har ik shai aasmaa.n par hai salaamat
zamii.n par bar-mahal kuchh bhii nahii.n hai
Imtiyaz Danish Nadwi
Ghazal
Anwar Sabri
Ghazal
sukuut-e-dahr mirii shaah-rag katar jaataa
agar na hilte mirii jaan bar-mahal tire ho.nT
Zubair Hamza
Ghazal
bar-mahal hai tah-e-ashjaar havaa kaa nauha
kal ke Gunche bhii isii dasht-e-ziyaa.n me.n ho.nge
Tauseef Tabassum
Ghazal
Mirza Azfari
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
bazm-e-nashaat-e-yaar me.n rone ko aa ga.e
'manzil' tumhaarii baat bhii kuchh bar-mahal nahii.n
Manzil Lohatheri
Ghazal
mere naale the shab-e-furqat me.n kitne bar-mahal
un ke kaano.n me.n magar ik shor-e-be-ha.ngaam thaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na sakat hai zabt-e-Gam kii na majaal-e-ashk-baarii
ye ajiib kaifiyat hai na sukuu.n na be-qaraarii
Amir Usmani
Ghazal
baar baar ek hii nazzaara na dikhlaayaa kar
baat dilkash bhii agar ho to na dohraayaa kar
Khaqan Khavar
Ghazal
yuu.n kam-nasiibiyo.n kaa badal chaahiye hame.n
suukhe hu.e shajar se bhii phal chaahiye hame.n