SEARCH RESULTS
Showing search results for "bar-sar-e-baazaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bar-sar-e-baazaar"
Sher
bhii.D hai bar-sar-e-baazaar kahii.n aur chale.n
aa mire dil mire Gam-KHvaar kahii.n aur chale.n
Aitbar Sajid
Ghazal
bhii.D hai bar-sar-e-baazaar kahii.n aur chale.n
aa mire dil mire Gam-KHvaar kahii.n aur chale.n
Aitbar Sajid
Ghazal
iz.haar-e-junuu.n bar-sar-e-baazaar hu.aa hai
dil dast-e-tamannaa kaa giraftaar hu.aa hai
Tanveer Anjum
Ghazal
ham dil ko liye bar-sar-e-baazaar kha.De hai.n
hairaan-e-tamannaa-e-KHariidaar kha.De hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Abdussamad ’Tapish’
MORE MATCHES FOR "bar-sar-e-baazaar"
Ghazal
nasuut jo maskan hai to laahuut ghar apnaa
KHalvat me.n hamii.n bar-sar-e-baazaar hamii.n hai.n
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
raazdaarii hii me.n hotaa hai shariifo.n kaa hisaab
tujh ko manzuur hai gar bar-sar-e-baazaar to ho
Akhtar Saeed
Ghazal
kartaa hai vo har shauq kii takmiil bahar-taur
lekin vo kabhii bar-sar-e-baazaar nahii.n kartaa
Safdar Saleem Sial
Ghazal
ham tirii aahaT pe sa.Dko.n par nikal aa.e to kyaa
ham ko rusvaa bar-sar-e-baazaar honaa thaa hu.e
Khalid Ahmad
Ghazal
naa-qadrii-e-hayaat kaa kis se gila kare.n
yuusuf bike hai.n bar-sar-e-baazaar dosto
Aqeel Sambhali
Ghazal
Mumtaz Malik
Ghazal
samjhaa ke lagaa kahne ki aa ham se tuu mil jaa
mai.n tere liye bar-sar-e-baazaar ho kii bahs
Miskeen Shah
Ghazal
KHud KHariidaar hu.aa husn-e-butaa.n kaa vo kabhii
ho ke yuusuf vo kabhii bar-sar-e-baazaar aayaa