SEARCH RESULTS
Showing search results for "barbie-doll"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barbie-doll"
Ghazal
kar chuke barbaad dil ko fikr kyaa anjaam kii
ab hame.n de do ye miTTii hai hamaare kaam kii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
nigaah-e-naaz se barbaadii-e-dil dekhne vaale
mujhe bhii dekh o ulfat kaa haasil dekhne vaale
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
MORE MATCHES FOR "barbie-doll"
Ghazal
teraa andaaz-e-suKHan sab se judaa lagtaa hai
barbat-e-dil pe ko.ii naGma-saraa lagtaa hai
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
barbaad dil kaa aaKHirii sarmaaya thii umiid
vo bhii to tum ne chhiin liyaa mujh Gariib se
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
Sabir Aarwi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
haa.n merii bayaaz-e-sher me.n bhii
barbaadi-e-dil ke marsiye hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
uryaa.n zamaana-giir sharar-guu.n jibillate.n
kuchh thaa to ek barg-e-dil un kaa libaas thaa
Majeed Amjad
Ghazal
rakkhaa na kahii.n kaa hame.n barbaadi-e-dil ne
armaan Thaharte nahii.n viiraana samajh kar
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
manzar-e-barbaadii-e-dil par to nam-diida thaa mai.n
log dikhlaate rahe chehro.n kii zebaa.ii mujhe