SEARCH RESULTS
Showing search results for "barbie-doll"
Ghazal MATCHES FOR "barbie-doll"
Ghazal
kar chuke barbaad dil ko fikr kyaa anjaam kii
ab hame.n de do ye miTTii hai hamaare kaam kii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
nigaah-e-naaz se barbaadii-e-dil dekhne vaale
mujhe bhii dekh o ulfat kaa haasil dekhne vaale
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
rakkhaa na kahii.n kaa hame.n barbaadi-e-dil ne
armaan Thaharte nahii.n viiraana samajh kar
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
barbaad dil kaa aaKHirii sarmaaya thii umiid
vo bhii to tum ne chhiin liyaa mujh Gariib se
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
barbaadii-e-dil kaa jo mirii chhi.Dtaa fasaana
afsaane tire dast-e-hinaa.ii ke nikalte
Shauq Mahri
Ghazal
manzar-e-barbaadii-e-dil par to nam-diida thaa mai.n
log dikhlaate rahe chehro.n kii zebaa.ii mujhe
Ehsan Nanparwi
Ghazal
viiraanii-e-maahaul ko barbaadii-e-dil ko
har daur me.n aasaar-e-mohabbat na samajhnaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
uryaa.n zamaana-giir sharar-guu.n jibillate.n
kuchh thaa to ek barg-e-dil un kaa libaas thaa
Majeed Amjad
Ghazal
yuu.n na Thukraa iltijaa barbaad dil par rahm kar
sabr kaa daaman mire haatho.n se chhuuTaa jaa.e hai
Sahir Bhopali
Ghazal
Sabir Aarwi
Ghazal
kuchh to thii lauh-e-azal baa.is-e-barbaadii-e-dil
vaar ahbaab bhii kuchh kar ga.e KHaamoshii se
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
naazish-e-barbat-e-dil dard hai aavaaz nahii.n
haamil-e-soz nahii.n taar to vo saaz nahii.n
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
hote hote baa.is-e-barbaadii-e-dil ho gayaa
parde hii parde me.n us kaa husn kaamil ho gayaa