SEARCH RESULTS
Showing search results for "bataane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bataane"
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai bahaaro.n me.n chaman ko jalte
hai ko.ii KHvaab kii taabiir bataane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
sirf taariiKH bataane ke liye zinda huu.n
ab miraa ghar me.n bhii honaa hai calendar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
bataane vaale vahii.n par bataate hai.n manzil
hazaar baar jahaa.n se guzar chukaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
PAGE MATCHES FOR "bataane"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bataane"
Sher
vo baat soch ke mai.n jis ko muddato.n jiitaa
bichha.Dte vaqt bataane kii kyaa zaruurat thii
Shariq Kaifi
Ghazal
mastii liye aa.nkho.n me.n bikhere hu.e zulfe.n
aa phir mujhe diivaana banaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Ghazal
tark-e-ta.alluq kaa dha.Dkaa saa hai dil ko
vo mujh ko ik baat bataane vaalaa hai
Zubair Ali Tabish
Sher
apne diye ko chaa.nd bataane ke vaaste
bastii kaa har charaaG bujhaanaa pa.Daa hame.n
Jaleel 'Aali'
Sher
boltaa huu.n to mire ho.nT jhulas jaate hai.n
us ko ye baat bataane me.n ba.Dii der lagii
Abbas Tabish
Ghazal
kin zamiino.n pe utaaroge ab imdaad kaa qahr
kaun saa shahr ujaa.Doge basaane ke liye