SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-baak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-baak"
Ghazal
lutf be-baak mulaaqaat kaa mushkil se uThaa
ek parda thaa bil-aaKHir jo muqaabil se uThaa
Mani Nagpuri
Ghazal
dilbar-e-be-baak suu.n KHuub nahii.n bolnaa
shoKH sitam-naak suu.n KHuub nahii.n bolnaa
Obaidullah Khan Mubtala
PAGE MATCHES FOR "be-baak"
MORE MATCHES FOR "be-baak"
Ghazal
be-baak na dekhaa ko.ii qaatil ke baraabar
sharm aa.nkh me.n paa.ii na ga.ii til ke baraabar
Jalal Lakhnavi
Sher
jalva be-baak adaa shoKH tamaashaa gustaaKH
uTh ga.e bazm se aadaab-e-nazar mere baad
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
muzhda ye sabaa us but-e-be-baak ko pahu.nchaa
ye duud-e-dil-e-soKHta aflaak ko pahu.nchaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Sher
Gairo.n se mil ke hii sahii be-baak to hu.aa
baare vo shoKH pahle se chaalaak to hu.aa
Muneer Niyazi
Ghazal
Gairo.n se mil ke hii sahii be-baak to hu.aa
baare vo shoKH pahle se chaalaak to hu.aa
Muneer Niyazi
Sher
Obaid Siddiqi
Mazahiya
Badr Muneer
Nazm
be-bak andhere
jab kabhii shab ke tilismaat me.n kho jaataa huu.n
yaa tire husn kii aaGosh me.n so jaataa huu.n
Fareed Ishrati
Ghazal
Anwar Dehlvi
Ghazal
ishrat-e-jalva-e-be-baak mubaarak ai ishq
diida-o-dil hai.n magar tishna-e-paiGaam abhii