SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-baak"
Nazm MATCHES FOR "be-baak"
Nazm
be-bak andhere
jab kabhii shab ke tilismaat me.n kho jaataa huu.n
yaa tire husn kii aaGosh me.n so jaataa huu.n
Fareed Ishrati
Nazm
teri hansi
bas ek KHanda-e-be-baak hii se kyaa hogaa
lahuu kii zahmat-e-iqdaam bhii zaruurii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
yaksui
zindagii sho.ala-e-be-baak banaa lo apnii
KHud ko KHaakistar-e-KHaamosh banaatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya KHun
zer-e-mehraab nahii.n hotii mohabbat kii namaaz
saaya-e-daar me.n ik sajda-e-be-baak kare.n
Qaisarul Jafri
Nazm
maslahat
tuu kahaa.n aur mirii jur.at-e-be-baak kahaa.n
tujh ko is kaahish-e-jaa.n-soz kaa idraak kahaa.n
Naresh Kumar Shad
Nazm
alif lafz o maani se mubarra
alif aazaad aavaazo.n ke shar se
alif be-baak har aib o hunar se
Adil Mansuri
Nazm
tujhse jab aankh laDi
dasht-o-sahraa me.n vo be-baak mirii gaamzanii
tujh se jab aa.nkh la.Dii go ye manzil thii ka.Dii
Amjad Najmi
Nazm
lahu pukarta hai
magar lahuu to hai be-baak o sarkash o chaalaak
ye sho.ala mai ke piyaale me.n jaag uThtaa hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
gautam-budh
ziist kaa aur maut kaa idraak duniyaa ko na thaa
zulm kaa ehsaas jab be-baak duniyaa ko na thaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
sham ko raste par
aur mai.n sochtaa huu.n nuur ke is parde me.n
kaun be-baak hai aur bholii sii mahbuuba kaun