SEARCH RESULTS
Showing search results for "bilaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bilaal"
Ghazal
yuu.n sadaa dete hu.e tere KHayaal aate hai.n
jaise kaa'be kii khulii chhat pe bilaal aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
yahii du.aa hai mirii rabb-e-do-jahaa.n se 'bilaal'
kisii se ahd karuu.n gar to phir nibhaa.uu.n use
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Naat
bilaal-o-buuzar-o-salmaan ke aaqaa idhar bhii
badal jaatii hai jis se dil kii duniyaa-o-nazar bhii
Iftikhar Arif
Ghazal
Bilal Saharanpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bilaal"
Sher
bahut hii soz bahut hii gudaaz hai is me.n
tumhaaraa hijr azaan-e-bilaal jaisaa hai
Mahmood Ahmad Hashmi
Ghazal
husn to ishq kii shiddat se nikhartaa hai 'bilaal'
taaj be-kaar hai jab tak ko.ii mumtaaz na ho
Bilal Saharanpuri
Nazm
shikwa
kis kii haibat se sanam sahme hu.e rahte the
mu.nh ke bal gir ke huu-allahu-ahad kahte the
Allama Iqbal
Ghazal
ham mar ga.e the us se bichha.Dte hii ai 'bilaal'
ab jii rahe hai.n le ke ye saa.nse.n udhaar kii
Bilal Saharanpuri
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
mai.n chho.D saktaa nahii.n saath istaqaamat kaa
mirii azaan se joshe-e-bilaal mat chhiino
Wasi Shah
Ghazal
Bilal Saharanpuri
Ghazal
tumhaare naam kii taasiir aisii hai 'bilaal-ahmad'
yaqiinan zindagii ishq-e-mohammad me.n basar hogii
Bilal Saharanpuri
Ghazal
terii abruu pe sanam kyaa hii ye KHaal achchhaa hai
aise ka.aba ke liye ye hii bilaal achchhaa hai
Ahmad Shah Khan Shabnam
Ghazal
vo sadaa na thii vo to jazb thaa vo to ishq thaa
mirii saf me.n ko.ii bilaal hai ye savaal hai
Shahid Latif
Ghazal
kal jise mai.n ne sikhaa.e the alif be te 'bilaal'
baat vo kartaa hai mujh se aaj-kal be tuu ke saath
Bilal Saharanpuri
Ghazal
dekh kar ba.Dhte hu.e dard kii shiddat ko 'bilaal'
zaKHm bhii hone lage ab to pashemaa.n mujh se
Bilal Saharanpuri
Ghazal
jii huzuurii kar na paa.e hukm par us ke 'bilaal'
baadshaah-e-vaqt kii ham se na darbaanii hu.ii














