SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaat"
Sher
KHamosh rahne kii aadat bhii maar detii hai
tumhe.n ye zahr to andar se chaaT jaa.egaa
Abid Khursheed
Sher
Zareef Lakhnavi
Nasri Nazm
us ne itnii kitaabe.n chaaT Daalii.n
ki us kii aurat ke pair kaaGaz kii tarah ho ga.e
Sara Shagufta
PAGE MATCHES FOR "chaat"
Tags
Chaak
Chaak Shayari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chaat"
Sher
Kamal Hatvi
Sher
us vaqt ke sadmo.n ne mujhe chaaT liyaa hai
jo vaqt abhii mai.n ne guzaaraa bhii nahii.n thaa
Ismail Raaz
Ghazal
ik baar jise chaaT ga.ii dhuup kii KHvaahish
phir shaaKH pe us phuul ko khilte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
Zareef Lakhnavi
Nazm
nazm
kaun se Gam ne tujhe chaaT liyaa andar se
aaj-kal phir se tuu chup rahtii hai sab Thiik to hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
diimak kii tarah chaaT rahaa hai jo kaun hai
kis Gam me.n ghul rahaa huu.n mujhe kuchh nahii.n pataa
Jahangeer Nayab
Ghazal
le ke is ghaaT se us ghaaT ga.ii meraa vujuud
fikr diimak kii tarah chaaT ga.ii meraa vujuud
Faiz Khalilabadi
Nazm
tum aaoge
mere ghar kii diivaare.n ab mujh ko chaaT rahii hai.n
saare shahr kii miTTii me.n jo meraa hissa thaa
Shaista Habeeb
Ghazal
kabhii madrase me.n aataa ko.ii aisaa chaaT vaalaa
ki jo muft me.n khilaataa na kabhii udhaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
zamii.n kii pyaas usii ke lahuu ko chaaT ga.ii
vo KHush hu.aa thaa samundar ko aabjuu kar ke




