SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaat"
Nazm MATCHES FOR "chaat"
Nazm
ai raushniyon ke shahr
sabza sabza suukh rahii hai phiikii zard dopahar
diivaaro.n ko chaaT rahaa hai tanhaa.ii kaa zahr
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
kaun se Gam ne tujhe chaaT liyaa andar se
aaj-kal phir se tuu chup rahtii hai sab Thiik to hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
tum aaoge
mere ghar kii diivaare.n ab mujh ko chaaT rahii hai.n
saare shahr kii miTTii me.n jo meraa hissa thaa
Shaista Habeeb
Nazm
ai mere sare logo
usii banduuq kii naalii hai mirii samt ki jo
is se pahle mirii shah-rag kaa lahuu chaaT chukii
Ahmad Faraz
Nazm
Diary
kuchh ukh.De ukh.De, kaTe hu.e se ajiib jumle,
''kahaanii vo jis me.n ek shahzaadii chaaT letii hai
Gulzar
Nazm
chaT wala
pakvaan kyaa maze ke laataa hai chaaT vaalaa
le kar ba.Daa saa thailaa aataa hai chaaT vaalaa
Abdul Mateen Niyaz
Nazm
KHud-kushi
chaaT kar diivaar ko nok-e-zabaa.n se naa-tavaa.n
sub.h hone tak vo ho jaatii thii dobaara buland,
Noon Meem Rashid
Nazm
KHatun-e-mashriq
jin labo.n ko chaaT pa.D jaatii hai qiil-o-qaal kii
un kii garmii ko tarastii hai jabii.n atfaal kii
Josh Malihabadi
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
firqa-parasti ka challenge
har firqe ke logo.n kaa lahuu chaaT rahii huu.n
faslo.n kii tarah sab ke gale kaaT rahii huu.n
Nazeer Banarasi
Nazm
doshiza malan
chho.Daa sahar ne tiirgi-e-shab ko kaaT ke
u.Dne lagii havaa me.n kiran os chaaT ke
Kaifi Azmi
Nazm
safar
gha.Dii kii diimak saa.ns kaa naadiida darvaaza chaaT rahii hai
mai.n yaado.n kii taKHtii le kar
Hammad Niyazi
Nazm
jawan-marg ka nauha
ki aa.nkh jab KHvaab ke sahiife ko chaaT le gii
to nuuh capsule se pukaaregaa