SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaman-be-zaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chaman-be-zaar"
Ghazal
ma.aaz-allaah us kii vaardaat-e-Gam ma.aaz-allaah
chaman jis kaa vatan ho aur chaman-be-zaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
mujhe KHariid kiye tum ne kam nigaahii sii.n
kamiina banda-e-be-zar kaa aaj mol chukaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
KHuub-ruu kuchh bhii agar banda-navaazii farmaa.e.n
maaldaaro.n ko kare.n banda-e-be-zar apnaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ye kaun saa maqaam hai KHidmat kaa ai KHudaa
jaaruub-kash ye KHaana-e-be-zar me.n kaun hai
Mukhlis Musavviri
MORE MATCHES FOR "chaman-be-zaar"
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
is vaaste tuu qadr mirii jaantaa nahii.n
haa.n in tire Gulaamo.n me.n be-zar KHariida huu.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Aitbar Sajid
Sher
mai.n naa-KHush-o-be-zaar huu.n marmar kii silo.n se
mere liye miTTii kaa haram aur banaa do
Allama Iqbal
Ghazal
kuchh taalib-e-zar but hii nahii.n Gaur se dekho
haq yuu.n hai ki allaah bhii be-zar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
kyaa baat hai ab tak jo salaamat hai nasheman
kuchh be-ruKHii-e-ahl-e-chaman kam to nahii.n hai
Syed Shafaq Shah Chishti
Ghazal
buujhaa hai 'aliim' aaj ki hai husn kaa tuu ganj
ye KHush-KHabarii aashiq-e-be-zar se kahuu.ngaa
Alimullah
Ghazal
banda hai KHudaa kaa to yaqii.n kar ki butaa.n kaa
banda ye jahaa.n be-zar-o-be-daam kaa huu.n mai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kartaa huu.n bin tire yuu.nhii aksar guzar-basar
jaise kisii Gariib kii be-zar guzar-basar
Qamar Malal
Ghazal
aah vo vaalid-e-be-zar kii javaa.n beTii ke
suune haatho.n ke liye ra.ng-e-hinaa maa.nge hai
Mahendra Partap Chand
Nazm
mujhe abhi bahut dur jaana hai
go huu.n mai.n thakan se chuur
aur be-zaar har manzar se