SEARCH RESULTS
Showing search results for "daagii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daagii"
Sher
nisbat phir us se kyaa mah-e-daaGii ko diijiye
saare badan me.n jis ke na ho ek til kahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jo mauzuu.n hai.n unhe.n qiimat munaasib hii milegii
magar saste bike.nge vo jo daaGii ho chuke hai.n
Yunus Tahseen
Ghazal
gahan ke roz vo daaGii hu.ii jabii.n us kii
shab-e-shikast vahii jism be-amaa.n us kaa
Afzal Ahmad Syed
PAGE MATCHES FOR "daagii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daagii"
Nazm
dam-e-tahrir
mere badan par roz na.e aable pa.Dte hai.n
merii aa.nkhe.n garm salaaKHo.n se daaGii jaatii hai.n
Shahnaz Nabi
Kulliyat
Gairo.n kii be-dimaaGii betaabi chhaatii daaGii
ye sab sitam uThaa.e ai yaar terii KHaatir
Meer Taqi Meer
Ghazal
peshtar KHat se mazaa thaa husn kaa ai naunihaal
ho gayaa daaGii tiraa seb-e-zanaKHdaa.n aaj-kal
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
bosa dahan kaa us ke na paa.e.nge apne lab
daaGii hai mai.n ne nok zabaan-e-savaal kii
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
huu.n amn kaa daaGii kabhii shorish kaa sabab huu.n
mai.n mas.ala KHud apne liye Gaur-talab huu.n
Ghulam Husain Raaz
Ghazal
vo chashm-e-sitam-bar zahe qismat kabhii uTThe
be-daaGii-e-daaman hai ko.ii daaG padhaare



