SEARCH RESULTS
Showing search results for "dalte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dalte"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dalte"
Sher
dil par bhii aa.o ek nazar Daalte chale.n
shaayad chhupe hu.e ho.n yahii.n din bahaar ke
Shahzad Ahmad
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
baap kii qabr pe miTTii bhii nahii.n Daalte hai.n
phuul netaa.o.n kii qabro.n pe cha.Dhaane vaale
Aalam Nizami
Mazahiya
Daalte rahte hai.n Dore ye zamaane ke hasii.n
apnii nazro.n me.n hai.n aise ka.ii Gaarat-gar-e-dii.n
Popular Meeruthi
Nazm
pand-nama
merii gardan me.n bhar ke chand aahe.n
paa.nv se Daalte the vo baa.nhe.n
Josh Malihabadi
Ghazal
Daalte us pe kamande.n vo ko.ii chaa.nd na thaa
sau jatan sab ne kiye haath na aayaa suuraj
Qateel Shifai
Ghazal
Gam-e-hayaat ko hairat me.n Daalte rahnaa
jahaa.n talak bhii ho saaGar uchhaalte rahnaa
Qateel Shifai
Ghazal
dil par bhii aa.o ek nazar Daalte chale.n
shaayad chhupe hu.e ho.n yahii.n din bahaar ke
Shahzad Ahmad
Sher
haqq-e-mehnat un Gariibo.n kaa samajhte gar amiir
apne rahne kaa makaa.n de Daalte mazduur ko


