SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-daar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dil-daar"
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
hosh kho baiThii hai jazbaat me.n aa kar duniyaa
dil ke uThte hu.e jazbaat se Dar lagne lagaa
Dil Sikandarpuri
Mazahiya
hai bahut muuD me.n is vaqt dil-e-zaar chalo
tum mire saath chalo aur lagaataar chalo
Popular Meeruthi
MORE MATCHES FOR "dil-daar"
Ghazal
KHalvat me.n jo dil-daar kii vahshat nahii.n karte
vo raah-e-tasavvuf me.n karaamat nahii.n karte
Jaani Lakhnavi
Ghazal
kuchh mohabbat me.n ajab sheva-e-dil-daar rahaa
mujh se inkaar rahaa Gair se iqraar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
ik jafaa-kaar ko dil-daar samajh baiThe the
dushman-e-jaa.n thaa jise yaar samajh baiThe the
Laeeq Akbar Sahaab
Ghazal
jaataa hai mire ghar se dil-daar KHudaa-haafiz
hai zindagii ab mushkil be-yaar KHudaa-haafiz
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Ravi shukl
Rekhti
khilvaa na Thokare.n muu.e dil dar-ba-dar mujhe
rusvaa na kar zaliil na kar dar-ba-dar mujhe
Meer Yaar Ali Jaan
Ghazal
Nwab Saif Ali Sayyaf
Non prevalent Sher
sar-rishta-e-betaabii-e-dil dar-girah-e-ijz
parvaaz baKHuu.n KHufta-o-faryaad-rasaa hai