SEARCH RESULTS
Showing search results for "haa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haa"
Ghazal
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat ho
mai.n dil kisii se lagaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
muddat hu.ii hai yaar ko mehmaa.n kiye hu.e
josh-e-qadah se bazm charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Nazm
zindagi se Darte ho
zindagii se Darte ho!
zindagii to tum bhii ho zindagii to ham bhii hai.n!
Noon Meem Rashid
PAGE MATCHES FOR "haa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haa"
Ghazal
yahaa.n vo kaun hai jo intiKHaab-e-Gam pe qaadir ho
jo mil jaa.e vahii Gam dosto.n kaa mudda.aa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
dard se mere hai tujh ko be-qaraarii haa.e haa.e
kyaa hu.ii zaalim tirii Gaflat-shi.aarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
phuu.nkaa hai kis ne gosh-e-mohabbat me.n ai KHudaa
afsuun-e-intizaar tamannaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
marne kii ai dil aur hii tadbiir kar ki mai.n
shaayaan-e-dast-o-baazuu-e-qaatil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ham aa.ndhiyo.n ke ban me.n kisii kaarvaa.n ke the
jaane kahaa.n se aa.e hai.n jaane kahaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
go zaraa sii baat par barso.n ke yaaraane ga.e
lekin itnaa to hu.aa kuchh log pahchaane ga.e














