SEARCH RESULTS
Showing search results for "had-e-idraak"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "had-e-idraak"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "had-e-idraak"
MORE MATCHES FOR "had-e-idraak"
Ghazal
aap jaa sakte nahii.n chaa.nd-sitaaro.n se pare
ham varaa-e-had-e-idraak-e-nazar jaate hai.n
Riyasat Ali Taj
Ghazal
ehsaas ko chhuu jaa.e to chhuu jaa.e vagarna
rahtii hai gurezaa.n had-e-idraak se KHushbuu
Raoof Ameer
Ghazal
had-e-idraak se aage hai rasaa.ii lekin
apne andar kisii markaz pe simaTtaa hu.aa mai.n
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
ruuh ko kar ga.e raushan had-e-idraak talak
zaKHm mere mirii ummiid se ba.Dh kar nikle
Tanvir Wasfi
Nazm
main kab se be-Khaal-o-KHat paDa hun
jo had-e-idraak me.n nahii.n thaa
jo duur ho kar bhii mere maaruuz me.n kahii.n thaa
Qasim Yaqub
Ghazal
aur ba.Dhnaa hai abhii aage had-e-idraak se
jis ko mai.n samjhaa thaa manzil vo mirii manzil nahi.n
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
haft aflaak se aage kahii.n kuchh ho to kahuu.n
had-e-idraak se aage kahii.n kuchh ho to kahuu.n
Rumana Rumi
Ghazal
na ba.Dh sakaa had-e-idraak se shu.uur-e-talab
gunaahgaar huu.n mai.n apne hauslo.n se KHajil
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
chashm-e-biinaa pe lagii tohmat-e-nazzaara yuu.nhii
had-e-idraak talak taar-e-nazar jaanaa hai