SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hasab"
Nazm
muflisi
zaat aur hasab-nasab ko ko.ii jaantaa nahii.n
suurat bhii us kii phir ko.ii pahchaantaa nahii.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hasab-nasab kii jo puuchho to shajara pesh karuu.n
KHitaab ko.ii nahii.n hai miraa laqab bhii nahii.n
Iqbal Azeem
PAGE MATCHES FOR "hasab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hasab"
Ghazal
KHvaahish ko yahaa.n hasb-e-zaruurat nahii.n paayaa
haasil ko yahaa.n hasab-e-muqaddar nahii.n dekhaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
saa.at du.aa kii aa.ii to hasab-e-nasiib mai.n
KHaalii hatheliyo.n ko abas ghuurtaa rahaa
Syed Mubarak Shah
Ghazal
janm diyaa hai dukho.n ne Gamo.n ne paalaa hai
KHudaa se puuchhiye meraa hasab-nasab kyaa hai
Siddique Mujibi
Nazm
sabza-e-begana
hasab-nasab hai na taariiKH o jaa-e-paidaa.ish
kahaa.n se aayaa thaa maz.hab na valdiyat ma.aluum
Akhtarul Iman
Nazm
ittihadi
hasab nasab bhii hamaaraa alii se miltaa hai
janaab-e-faatima-zahraa hamaarii daadii hai.n
Nashtar Amrohvi
Ghazal
hasab-e-manshaa mai.n banaa luu.ngaa muqaddar apnaa
tuu ye takliif uThaane ke liye mat aanaa














