SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasab"
Ghazal MATCHES FOR "hasab"
Ghazal
hasab-nasab kii jo puuchho to shajara pesh karuu.n
KHitaab ko.ii nahii.n hai miraa laqab bhii nahii.n
Iqbal Azeem
Ghazal
hasab-nasab bhii kiraa.e pe log laane lage
hamaare haath se ab ye bhii kaarobaar gayaa
Haseeb Soz
Ghazal
KHvaahish ko yahaa.n hasb-e-zaruurat nahii.n paayaa
haasil ko yahaa.n hasab-e-muqaddar nahii.n dekhaa
Alamtaab Tishna
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
saa.at du.aa kii aa.ii to hasab-e-nasiib mai.n
KHaalii hatheliyo.n ko abas ghuurtaa rahaa
Syed Mubarak Shah
Ghazal
janm diyaa hai dukho.n ne Gamo.n ne paalaa hai
KHudaa se puuchhiye meraa hasab-nasab kyaa hai
Siddique Mujibi
Ghazal
hasab-e-manshaa mai.n banaa luu.ngaa muqaddar apnaa
tuu ye takliif uThaane ke liye mat aanaa
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Ghazal
ishq vaalo.n se hasab aur nasab puuchhte ho
log hai.n ye to miyaa.n uu.nche gharaane vaale
Asif Shafi
Ghazal
ukha.D ga.ii hai.n tanaabe.n sitam ke KHemo.n kii
ulaT ga.ii hai bisaat-e-hasab-nasab kab se
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Guruur-o-naaz-o-takabbur ke din to kab ke ga.e
zahiir ab vo zamaane hasab-nasab ke ga.e
Zaheer Ahmad Zaheer
Ghazal
Masood Akhtar Jamal
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
Sarfraz Arish
Ghazal
jhuuTii siyaahiyo.n se hai.n shajre likhe hu.e
ab ke hasab-nasab kii bhii sachchaa.iyaa.n ga.ii.n
Azhar Inayati
Ghazal
mai.n Thiik-Thaak to kar luu.n hasab-nasab apnaa
lahuu pe shart-e-nadaamat abhii na rakkhii jaa.e
Khursheed Akbar
Ghazal
kare.n qatl-o-Gaarat-garii zulm jo bhii
unhe.n paas kab hai hasab kaa nasab kaa
Anwar Khan Anwar
Ghazal
sharaafat aur najaabat kaa is ko Garra hai
hasab nasab se sivaa zikr-e-KHaanvaada kiyaa
Habab Hashmi
Ghazal
hazaar gird lagaa le.n qad-aavar aa.iine
hasab-nasab bhii to hote hai.n KHaandaano.n ke