SEARCH RESULTS
Showing search results for "in.iqaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "in.iqaad"
Ghazal
kisii kii yaad-e-shahaadat kaa in.iqaad kiyaa
zaraa sii der lagii aasmaa.n bulaate hu.e
Rafi Sirsivi
Ghazal
namii thii aa.nkh me.n lekin ik e'timaad bhii thaa
mujhe to hausla jiine kaa us ke baa'd bhii thaa
Narjis Afroz Zaidi
Naat
'aKHtar' ho jashn-e-siirat-e-hazrat jagah jagah
be-shak is in'iqaad kaa ajr-e-‘aziim hai
Akhtar Aanaulavi
PAGE MATCHES FOR "in.iqaad"
Tags
Animal
Animal
MORE MATCHES FOR "in.iqaad"
Ghazal
huquuq-e-insaa.n pe lecture kaa in’iqaad hu.aa
alag kiye ga.e kuchh bachche gallery kii taraf
Tauheed Zeb
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
diivaar jaantaa thaa jise mai.n vo dhuul thii
ab mujh ko e'timaad kii daavat na de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
jis din se e'timaad me.n aayaa tiraa shabaab
us din se tujh pe zulm hii Dhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Sher
saahil ke sukuu.n se kise inkaar hai lekin
tuufaan se la.Dne me.n mazaa aur hii kuchh hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
KHaamushii achchhii nahii.n inkaar honaa chaahiye
ye tamaashaa ab sar-e-baazaar honaa chaahiye



