SEARCH RESULTS
Showing search results for "insaaf-o-adaalat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "insaaf-o-adaalat"
Qita
insaan kaa bhii qatl hai insaaf kaa bhii qatl
insaaf maavaraa-e-adaalat nahii.n qubuul
Syed Zameer Jafri
Ghazal
jaane KHvaabiida ki bedaar hai munsif kaa zamiir
ham to insaaf kii zanjiir hilaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
vaah-re insaaf itnaa bhii na vaa.n puuchhaa gayaa
ye qusuur-e-husn hai yaa asl me.n taasiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "insaaf-o-adaalat"
Ghazal
kyaa kare.n ham tire ash.aar pe tanqiid 'nadiim'
kab ko.ii nukta-e-tauhiin-e-adaalat nikle
Manzoor Nadeem
Ghazal
KHuu.n-bahaa ma.ashuuq se lete nahii.n
aashiq-e-insaaf-e-be-daadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
du.aa.e.n diijiye insaaf-e-dast-e-qaatil ko
ki rone vaale bhii baaqii rahe na laasho.n par
Rahi Quraishi
Nazm
muhasara
mo.azzaziin-e-adaalat bhii half uThaane ko
misaal-e-saa.il-e-mubarram nashista raah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kaash bairuun-e-'adaalat dekh le.n
apne haq me.n faisla hotaa hu.aa
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
amn-o-insaaf-o-musaavaat kii KHaatir logo
tum uThaa.o jo baGaavat kaa alam achchhaa hai
Akhtar Madhupuri
Nazm
munajat-e-bewa
aas na jab baaqii rahe ko.ii
tuu hii kar insaaf ai mire maulaa