SEARCH RESULTS
Showing search results for "iqtidaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iqtidaar"
Qita
Waseem Barelvi
Ghazal
ye jugnu.o.n se bharaa aasmaa.n jahaa.n tak hai
vahaa.n talak tirii nazro.n kaa iqtidaar chale
Aalok Shrivastav
Ghazal
the eqtidaar me.n to zamaana thaa apne gird
logo.n kii thii baraat abhii kal kii baat hai
Firoz Natiq Khusro
PAGE MATCHES FOR "iqtidaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "iqtidaar"
Ghazal
ye eqtidaar ke bhuuke ye rishvato.n ke vaziir
balaa se un kaa ye hindostaa.n rahe na rahe
Raees Ansari
Ghazal
ye baadshaaho.n saa lahja badal mire bhaa.ii
ki ab yahaa.n pe tiraa eqtidaar tho.Dii hai
Zameeruddin Sajid
Ghazal
vabaa.e.n qaht zalzale lapak rahe hai.n pai-ba-pai
ye kis kaa eqtidaar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Nazm
aurat
dekh kar ye iqtibaas-e-kaar-gaah-e-ins-o-jaa.n
kaar-pardaazaan-e-qudarat me.n hu.ii.n sargoshiyaa.n
Shaad Aarfi
Sher
ham hizb-e-iKHtilaaf me.n bhii mohtaram hu.e
vo eqtidaar me.n hai.n magar be-viqaar hai.n
Tanveer Sipra
Ghazal
buniyaad jis kii hai havas-e-iqtidaar par
hone ko hai vo qil.a bhii mismaar dekhnaa




